Kannada Songs Lyrics, Bhavageethegalu, Bhakthigeethegalu, Janapadageethegalu

PK MUSIC

Download

adst

Search This Blog

Hum Katha Sunate Song Lyrics in English - Ramayan



Om Shree Maha Ganadhi

Patey Namah

Om Shree

Umamaheshawarabhya Namah

321

Vaalmiki Gurudeva Ke

Kar Pankaj Teer Naam

Sumire Maat Saraswati

Hum Par Ho Hu Sahaay

321

Maat Pita Ki Vandana

Karte Baaram Baar

Gurujan Raja Prajajan

Naman Karo Svikaar

321

Hum Katha Sunate

Ram Sakal Gundham Ki

Hum Katha Sunate

Ram Sakal Gundham Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Shree Ram Ki

Ramayan

321

Jambu Dweepe

Bharat Khande, Aryavarte

Bharat Varshe

Ek Nagari Hai

Vikyat Ayodhya Naam Ki

Yahin Janma Bhoomi Hai

Param Pujya Shree Ram Ki

Hum Katha Sunate

Ram Sakal Gun Dham Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Shree Ram Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Shree Ram Ki

 

♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫

321

Raghukul Ke Raja Dharmatma

Chakravarti

Dashrath Punyatma

Santati Hetu Yagya Karvaya

Dharm Yagya Ka

Shubh Phal Paya

321

Nrip Ghar Janme

Chaar Kumaara

Raghukul Deep

Jagat Adhaara..

Charon Bhraton Ke

Shubh Naama

Bharat Shatryghna

Lakshman Rama

321

Guru Vashishtha Ke

Gurukul Jaake

Alpa Kaal Vidya Sab Paake

Puran Huyi Shiksha

Raghuvar Puran Kaam Ki

Hum Katha Sunate

Ram Sakal Gun Dham Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Shree Ram Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Shree Ram Ki

♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫

321

Mriduswar Komal Bhavana

Rochak Prastuti Dhang

Ek Ek Kar Varnan Kare

Lav-Kush Ram Prasang

 

Vishwamitr Mahamuni Raai

Inke Sang Chale Do Bhai

Kaise Ram Tadka maai

Kaise Naath Ahilya Taari

321

Munivar Vishwamitra Tab

Sang Le Lakshman Ram

Siya Swayamvar Dekhne

Pahunche Mithila Dhaam

321

Janakpur Utsav Hai Bhaari

Janakpur Utsav Hai Bhaari

Apne Var Ka Chayan Karigi

Sita Sukumari

Janakpur Utsav Hai Bhaari

 

Janak Raaj Ka Kathin Pran

Suno Suno Sab Koi

Jo Tode Shiv Dhanush Ko

So Sita Pati Hoyi

 

Jo Tode Shiv Dhanush Kathor

Sab Ki Drishti Ram Ki Oar

Ram Vinaygun Ke Avtaar

Guruvar Ki Aagya Sirddhar

Sehej Bhaav Se Shiv Dhanu Toda

Janak Suta Sang Naata Joda

321

Raghuvar Jaisa Aur Na Koi

Sita Ki Samata Nahin Hoyi

Jo Kare Parajit Kaanti

Koti Rati Kaam Ki

Hum Katha Sunate

Ram Sakal Gundham Ki

Yeh Ramayan Hai

Punya Katha Siya Ram Ki

♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫

321

Sab Par Shabd Mohini Daali

Mantramugdha Bhaye

Sab Nar Naari

Yon Din Rain Jaat Hain Beete

Lav-Kush Ne Sab Ke

Mann Jeete

 

Van Gaman, Sita Haran,

Hanumat Milan

Lanka Dehen, Ravan Maran

Ayodhya Punaraagaman

 

Sab Vistar Katha Sunaayi

Raja Ram Bhaye Raghuraayi

321

Ram-Raj Aayo Sukh Daayi

Sukh Samriddhi

Shree Gharghar Aayi

 

Kaal Chakra Mein

Ghatna Kram Mein

Aisa Chakra Chalaya

Ram Siya Ke Jeevan Mein

Phir Ghor Andhera Chaaya

♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫

321

Avadh Mein Aisa

Aisa Ek Din Aaya

Nishkalank Sita Pe Praja Ne

Mithya Dosh Lagaya

Avadh Mein Aisa

Aisa Ek Din Aaya

321

Chaldi Siya Jab Todke

Sab Sneh-Naatae Moh Ke

Pashan Hridayon Mein Na

Angaare Jage Vidroh Ke

Mamtamayi Maaon Ke

Aanchal Bhi Simat Kar

Reh Gaye

Gurudev Gyan Aur Neeti Ke

Sagar Bhi Ghat Kar Rehgaye..

 

Na Raghukul

Na Raghukul Nayak

Koi Na Hua Sia Ka SahayaK

Maanavta Ko Kho Baithe Jab

Sabhya Nagar Ke Vaasi

Tab Sita Ko Hua Sahayak

Van Ka Ek Sanyaasi..

321

Un Rishi Param Udaar Ka

Valmiki Shubh Naam

Sita Ko Aashray Diya

Le Aaye Neej Dham..

321

Raghukul Mein

Kuldeep Jalaye..

Ram Ke Do Sut

Siya Ne Jaaye..

321

Shrota Gan Jo Ek

Raja Ki Putri Hain

Ek Raja Ki Putrvadhu Hain

Aur Ek Chakravati

Samrat Ki Patni Hain

Wahin Maharani Sita

Vanvaas Ke Dukho Mein

Apne Dino Kaise

Kaat Ti Hain

Apne Kul Ke Gaurav Aur

Swabhimaan Ki

Raksha Karte Huye

Kisi Se Sahayta Maange Bina

Kaise Apna Kaam Woh

Swayam Karti Hain…

Swayam Van Se Lakdi

Kaant Ti Hain

Swayam Apna

Dhaan Kootti Hain

Swayam Apni

Chakki Peesti Hain

Aur Apni Santaanonko

Swavalambi Banane

Ki Shiksha Kaise Deti Hain

Ab Uski Karun

Jhaani Dekhiye..

 

Janak Dulari Kulavadhu

Dasharath Ji Ki

Raj Rani Ho Ke Din

Van Mein Bitati Hain..

Rehti Thi Gheri Jise

Das- Dasi Aatho Yam

Daasi Bani Apni

Udaasi Ko Chupati Hain..

 

Dharam Praveena Sati

Param Kulina Sab

Vidhi Dosh-Heena Jeena

Dukh Mein Sikhati Hain

Jagmata Hari-Priya

Lakshmi Swarupa Siya

Koonti Te Hain Dhaan Bhoj

Swayam Banati Hain

 

Kathin Kulhadi Leke

Lakdiya Kaant Ti Hain

Karam Likhe Ko Par

Kaant Nahi Paati Hain…

 

Phool Bhi Uthana Bhaari

Jis Sukumari Ko Tha

Dukh Bhari Jeevan Ka

Bojh Woh Uthathi Hain

 

Ardhangi Raghuveer Ki

Woh Dhare Dheer

Bharti Hai Neer Neer

Jal Mein Nehlati Hain

 

Jiske Prajake Apvaadon

Kuchakra Mein

Peesti Hai Chaaki

Swabhiman Bachati Hain..

 

Paalti Hain Bachchonko Woh

Karmayogini Ke Bhaati

Swabhimani Swavalambi

 

Safal Banati Hain

Aisi Sita Mata Ki Pariksh Leti

Nithur Niyati Ko Daya Bhi

Nahi Aati Hain…

Oh.. Us Dukhiya Ke

Raj-Dulaare…

Hum Hi Sut

Shree Ram Tihaare..

 

Oh.. Sita Maa Ki

Aankh Ki Taare..…

Lav-Kush Hain

Pitu Naam Hamare..

 

He Pitu Bhagya

Hamare Jaage

Ram Katha Kahe

Ram Ke Aage..

No comments:

Post a Comment

Write Something about PK Music

new1

new2

new5